Umadte baadal ne jab suna kissa Mera Bilakh pada sun Kar jeewan ka ek hissa Mera. Madhyan Suraj ne Jo dekha hissa Mera Jal utha Dekh Kar wo kissa Mera. Behti nadiyon ne Jo piya jeewan ka hissa mera Ufan padi dard see ji Kar jeewan Mera. Khadi chattano ne Jo jiya dard Mera Toot Kar bikhar Gaye seh kar marj Mera. Yahi hai jeewan ka kissa Mera Yahi ha dard me hissa tera. - 'Enlove' Gaurav kissa jeewan ka