Muhabat ka asar hoga Ghalatfehmi mai mat rehna wo Badle ga chalan apna Ghalatfehmi mai mat rehna Tasali bhi use dena yeh mumkin ha mai loat aau Magar yeh bhi kehna Ghalatfehmi mai mat rehna Tumhara tha Tumhara hn tmhara hi rahun ga mai Mere baare mai is darja Ghalatfehmi mai mat rehna Muhabat ka bhram toota hai ab chup chup k rote ho Tumhe maine kaha tha na Ghalat fehmi mai mat rehna Bacha le ga tujhe sehra ki tapti dhoop se Taimoor Kisi ki yaad ka saya Ghalat fehmi mai mat rehna #TaimoorHassanTaimoor