World Book Day Chapter : Slok :- Gita ka ek aisa slok bhi jo slok na hoke bhi saare sloko ka hi nhi blki saare sloko se bne saare grantho ko bhi darsata ek slok hai aur saare sloko se bne grantho ka bhi saar hai jis se ye slok bne hai aur jis se ye saara sansar hai.... Sloko me Ek slok aisa bhi... Na Krishna dubara paida lenge na ram dubara aynge pr agar ho vishwas dridh mn me to agar to ram aur Krishna dono tumhe kn kn me sansar ke har jn me, sansar ke kn kn me tumhe mil jynge. Aur ye koi poem ya quote nhi Gita ka bhi ek sidha slok nhi , ek sansar ka saar hai jise Jo smjh jye usi ka ye saara bn jaata sansar hai , warna Gita me bhi koi slok nhi , na Quran me koi Gyan hai, Bible ka koi mol nhi aur guru ke grantho me na koi granth hai, kyuki usi me chupa sansar ka saara saar hai.😊 ©Subham Krishna #world_book_day