ciggrette peena shauk h mera aadat nhi ye jazbaat jagati h aadhi raat me pagal to nhi teri yaad satati h tbhi to peeta hu is ciggrette ke koi faisle to nhi ye meri fiqr mitati h tbhi to peeta hu mujhe pata hai mujhe kch nhi milega issey ye meri umar ghatati h tbhi to peeta hu mujhe toota dekh maut ne kha tu aja mere paas teri ksi ko zroort nhi mene kha koi hai jo srf mere lite jeeta h to maut ne has kar kaha isilye tu paani ki jagah aansu peeta h chaha ke asman hamara hota khwaisho ka bhi koi keenara hota roka nhi us musafir ko ye soch kar wo jata hi kiu wo hamara hota aaj fursat nhi unhe hume yaad krne ki ye umr guzar gyi unki faryad krke wo aaye hamari qabr per to kehdena abhi soya h tumko yaad krke ... #OpenPoetry