Nojoto: Largest Storytelling Platform

Aankh kholoon to Chehara MerI Maa ka ho, Aankhe ba

Aankh kholoon to Chehara
MerI Maa ka ho,
Aankhe band ho to 
Khvaab Meri Maa ka ho,
Jo juk jae Maa ke 
Charanon mein Unakee
 Johalee kabhee khalee
 Nahi hoti,
Maa ka Pyar kbhi Kam
Nahi hota

©Hitesh Pandit
  #Likho Maa likha hai or khuch likhane ki jarurat nahi hai.

#Likho Maa likha hai or khuch likhane ki jarurat nahi hai. #Thoughts

451 Views