begunah nannhi si en kaliyo par zulam dhane walo kabhi aisa waqt bhi ayega jab tumhara dhaya hua harek zulam tumko hi rulayega tab kehna ki kaash humne ye gunah nahi hota tou humko ye din eswar kyu dikhayega kisi masum ki aankhon mein aansu dekh kar maza leto ho ,aane wale waqt ki kaza me tu khudh ki mout ke liye taras jayega na kar etna zulam ae zaalim tere har zakhm ka hisab upperwale ki kitab me likha jayega abhi bhi waqt hai toubha kar in sab se varna zulmo ki inteh ki aag me tu hi jhulas jayega ... ©writer ,mrs. Mona Chandel #Zulam