Aaftaab mujhe doobta hua zyada lubhaata hai.... Kyuki shayad main tab usse bina aankhein michkaaye ek takk dekh sakti hoon... Subah ki tarah uski kirnein hamari aankhon main nahi chubhti... Shayad isliye woh apni roshni kam kar leta hai... Ke dhalne par, jaane se pehle,hum jee bhar ke uska deedar kar paayein🌻 . . .