Nojoto: Largest Storytelling Platform

Tum puchte ho Zuba mai kaisa bolta hu Kyu nahi  ko

Tum puchte ho Zuba mai kaisa bolta hu
Kyu nahi  koi ek mai Zuba  bolta hu
Mujhe bhasayo ka gyan nahi hai
Isliye tho sabhi ko mila bolta hu
Bolne do duniya walo ko jo bolna hai 
Mai toh jaisa bolta tha waisa bolta hu 
Na hindi aata hai ache se na Mukammal urdu bol pata hu mai
Isliye jo logo ko samajh aa jaye wo Hindustani Zuba bolta hu 
Waise toh ye puri nagari hi behro ki hai
Kaya farak parta hai yaha mai kya bolta hu Kya bolta hu Mai! 
Gajal ki ik nakam kosis 
#yqdidi #yqbaba #yqhindi #gajal #merikahani #jabab

dheeraj9843

dheeraj

New Creator