Ye khamoshi aksar mujhe khubsurat si lgti h Tanhai mei chuppi ek paak sirat si lgti h Badalte aadate aur badalti fitarto k bich Ye tanhai ki awaj mujhe kuch apni si lgti h Liye aagosh mei ye gum si hawayein, ye khoyi fizahen ruhani si lgti h Sahi aur galat ka aayna sajaye unn lehro mei Tanhai mei chupi ye unkahi si khamoshi Aksar kudhko kudhse milaya krti hai Sun lo agr ye awaz toh kamil ek kahani si h Ansuni jo krdo isse toh chot tumhe bhi khani h Beh kr ye khamoshi Jo mil gayi tumhare dil k gehraiyon se Toh wo dastan - Ae - jeet tumhari h Band kr lo jo dil k darwaze tum Toh ye sirf jharno ka behta pani hai... Shyad isliye Khamoshiyan aksar khubsurat si lgti h Tehre Iss asaman ki badalti sachai si lgti h kudrat se mili koi unkahi nasihat si lgti h - Divya #kahmoshi