Woh darakht Jo saya tha Jo rehnuma tha Jo har tufan sae bachata nigaeban tha Jo har lamha musqurata Duniya ki har seh ko bahta Hawaon mai har dam lehrata Har ek kae gham ko behlata Har ek ki zoorart kae hissab sae auskae kam ata. Phir ek din,Hukam-e-elahi aya Aur farishta apnae saath lenae ko aya. Aur woh hamae chor chal padha Aus jahan mai ,jo aabsharon ka,bahraon ka,armano ka watan hai. Jahan humkran khud mera rab hai . Na gurbaat na ameeri hai. Har ek barabar aur har ek khush hai. Ab mera darakh wahan hai. Ab kabhi woh na murjayaega Kabhi na gham satyaega Bas har takleef sae bakhsish payega. वो दरख़्त *दरख़्त - पेड़ #darakht #collab #yqbhaijan #YourQuoteAndMine Collaborating with YourQuote Bhaijan