Nojoto: Largest Storytelling Platform

Yunhi nahi dard hai shayaro mein Har dard yaar ki

Yunhi nahi dard hai shayaro mein
Har dard yaar ki meherbani hai

Koii puche shayaro se kitni raate jaag kar, sisak 
kar, ro kar guzaari hai

Jisey parwaah nahi, jisey shikwa nahi
Uske khaatir JAANI kitaabe likh daali hai

Yunhi nahi dard hai shayaro mein
Kitni raatein jaag kar guzaari hai

#Jaani #Jaani #Tarjani #Jaanisays #Jaanitarjani #Jaanipoetry #Shayarjaani #Jaaniwrites