#maa nayab hai wo khuda ka noor basta hai unme ha wo meri pyari si maa h dard me bhi muskurati raat raat ko uthkar apne haath apne bacho ki dua ke liye uthati hai jisme khushiyo ka bahr gamo ko bezar karne wali ehsas e gulzar wali duye manti h wo ha wo meri pyari si maa h jo har maslat ko asani se suljati h har roz datti h khamoshi se sunti bhi hu akhir daat ki mithas bhi chashni si jo hoti h khud bikhar jati hai fir bhi muskurati h unki muskurahat bhi tuti hui ruh ko jod deti ha wo meri pyari si maa h jo meri zindagi ki sabse khubsurat ruhani h iss zindagi ki sabse aziz kahani h #maa_ Prau Mbdty