Talash Apne vajood pe bahut Heraan hoon mein Apne vajood pe bahut Heraan hoon mein Apni talaash mein nikla Insaan hoon mein Apne vajood pe bahut Heraan hoon mein Zameen pe pda hoon Khuli kitaab ki tarah Kabhi pdo to mujhe Bahut aasaan hoon mein Apne vajood pe bahut Heraan hoon mein Apni talaash mein nikla Insaan hoon mein Aaina bhi ajnabi Nazar se dekhta Hai Ik aisi khoyi huyi Pehchaan hoon mein Apne vajood pe bahut Heraan hoon mein Apni talaash mein nikla Insaan hoon mein Tere zulmon ke baad bh Jiya Hai tujhe Zindagi tere sir pe Ahsaan hoon mein Apne vajood pe bahut Heraan hoon mein Apni talaash mein nikla Insaan hoon mein Dekh kar ameer logon ke karam Sochta hoon Shukar Hai Ghumnaam hoon mein Apne vajood pe bahut Heraan hoon mein Apni talaash mein nikla Insaan hoon mein Kho gaya jo Zindagi Ke raah mein kahin Jo pate par Hi na pahuncha Vo paigam hoon mein Apne vajood pe bahut Heraan hoon mein Apni talaash mein nikla Insaan hoon mein Khatam ho ke bhi lage Aur Hai abhi Ik aesi ankahi Dastaan hoon mein Apne vajood pe bahut Heraan hoon mein Apni talaash mein nikla Insaan hoon mein Dekhne ko Aashim hai Ronak e mehfil Par andar se bada Sunsaan hoon mein Apne vajood pe bahut Heraan hoon mein Apni talaash mein nikla Insaan hoon mein ©aashim02 #tourjalandhar