Nojoto: Largest Storytelling Platform

Mein lekhak hoon, lekhak ki khasiyat batata hoon ,

Mein lekhak hoon,
lekhak ki khasiyat batata hoon ,
Ye sakshiyat thodi alag hai farmana chahta hoon,
Inme tazurbe itne hain ki koi baat chupi nahin inse,
Or dard itne hain kisiko haste haste rulade,
Wo to shabd hain jo hasate hain to kabhi rula bhi jate hain,
Baat itni si hai ki ye kbhi khulkar nahin batate hain,
Lkin inke dil ki baat shabd bayaan kar jate hain,
Karte hain ye bhi yaad apne mehboob ko,
To unki yaad mein kabhi kaside, to kabhi shayeri,kavita likhi jati hain,
Mana ye lekhak hain yunhi nahin inhe har raah mein  kahani miljati hai,
Lekhak hona bhi asan nahin hota hai,
Har insan ki zindagi ko mehsus karke likhna hota hai....

AVS #lekhak