Nojoto: Largest Storytelling Platform

Wo zindagi yuh haar jaata hai Zimaidariyo se jhuk

Wo zindagi yuh haar jaata hai
Zimaidariyo se  jhuk jaata hai
Yeh Zindagi hai badi be rahem 
Yaha jita huwa insan bhi haar jaata hai

wo zindagi yuh haar jaata hai

Wo khwab purane kahi bhul jaata hai
Wo rishte purane kahi chhor jaata hai
Wo sapna tha hamare bachpan ka jo
Wo sapna harmare bachpan Mai hi reha jaata hai

wo zindagi yuh haar jaata hai

@kites

©Kushang tandel #seafarer #ship #life #at #Sea
Wo zindagi yuh haar jaata hai
Zimaidariyo se  jhuk jaata hai
Yeh Zindagi hai badi be rahem 
Yaha jita huwa insan bhi haar jaata hai

wo zindagi yuh haar jaata hai

Wo khwab purane kahi bhul jaata hai
Wo rishte purane kahi chhor jaata hai
Wo sapna tha hamare bachpan ka jo
Wo sapna harmare bachpan Mai hi reha jaata hai

wo zindagi yuh haar jaata hai

@kites

©Kushang tandel #seafarer #ship #life #at #Sea