wakt ke sath hr insan badl jata hain pyar kitno bhi ho dil me magar har riste me duriyan aa jati hain kabhi jo pyari lagti thi unko hmari har bat aaj hr lawj unko chubhte hain sath wakt bitane ko jo lakho bahana bnate the aaj hmare liye wakt hi nikal nhi pate hain insan wakt k sath kitne badl jate hain jis ki chaht ke liye hr mandir me matha teka tha jis ki udasi ko o bin kahe samjh leta tha aaj us ke aansuo ko bhi dekh nazrandaz kar muh fer leta hain insan wakt ke sath kitna badl jata hain ©vaishnavi Mala #happy marriage anniversary