#DearZindagi Bachpan aur aaj Kitna maasoom tah bachpan hamara Ek ungli milana par milna aur bichadna tai hojata tah Aj chahe jaan bi dedein phir bi ye hi niklega ehsaan kar gaya Bachpan mein andheri se dar lagta tah Aj vahi andhere hamein apna lagta hai Jab chote teh toh apno ke kareeb teh Aj bade kya hogaye sab door hogaye Bachpan mein dost ke saat milkar khelne ka maza kuch alag hi tah Aj saat kelna toh chodo saat baitna bi pasand nhi karte ye Pehle baatein karne ki liye waqt nhi milta tah Aj waqt hai lekin baatein karne keh liye koi apna nahi hai Ghar ki taali ho ya school ka tiffin mil bait baant keh khana acha lagta tah Aj ab khane pey bait bi jao toh bs burayi keh alava kuch muh se nhi nikalta Bachpan suraj ko dekar uske tara chamakne ka man karta tah Aj usi suraj ham baadalo keh piche chupne keh liye shaam ka intezaar karte hai Bachpan mein chand ki kahaniya sunte sunte sojaya karte teh Aj usi chand ko apni kahaniya sunate sunate raat Gujar teh hai Voh bachpan bi kitna maasoom aur nadaan tah Dil sirf milna aur milana janta tah Aur ab bs ghumsum si hai umr Jaha dil bs tutna aur todna janta hai Wah Kya bachpan tah voh aur aj ko deko Bachpan aur aaj Kitna maasoom tah bachpan hamara Ek ungli milana par milna aur bichadna tai hojata tah Aj chahe jaan bi dedein phir bi ye hi niklega ehsaan kar gaya Bachpan mein andheri se dar lagta tah Aj vahi andhere hamein apna lagta hai Jab chote teh toh apno ke kareeb teh Aj bade kya hogaye sab door hogaye