Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ap mohtaj e sahara hai, sahara kya hoga! Kisi ka n

Ap mohtaj e sahara hai, sahara kya hoga!
Kisi ka nahi hai wo, tmhara kya hoga!

chamak si uthi hai jo falak ki peshani pr..
Us nay kahin humain pukara kya hoga?

Kehtay hain k jao chalay jao kahin...
Humain na yeh batao k khudara kya hoga!

-Saani
Ap mohtaj e sahara hai, sahara kya hoga!
Kisi ka nahi hai wo, tmhara kya hoga!

chamak si uthi hai jo falak ki peshani pr..
Us nay kahin humain pukara kya hoga?

Kehtay hain k jao chalay jao kahin...
Humain na yeh batao k khudara kya hoga!

-Saani