har roz meri khidki par roz aata hain ye Chaand har roz mein Apna haal -e- dil baya karti hu is se meri or iski guftgu har roz hoti hain chand sa hain kuch wo mere liye jise mein kabhi paa nahi sakti na hi chuu sakti hun bas dil mei samet kar rakha hain jeene ki wajah bna kar rakha hain chand jaisa hi hai wo mere liye jisko bas khayalo mein khwabo mei socha ja sakta hai jis se kbhi shayad mei rubaroo na ho pau is janam toh kiya shayad kisi bhi janam mei nhi chand jaisa hain wo...✍️✍️❤️✍️ #Moon Vimal दस्तमपुर UP...16