teesra ghanta jab lathi hamari sahara aur bhudi biwi besahara thi jab do waqt ki roti bhi bete-beti ko gawara na thi jab ek kamra maidan sa lagne laga saath baras ka dil bhi bejan sa lagne laga jab pita se type writting, maa se ghad ke kam sadhan sa lagne laga khair ab to manjar kuch aisa hua din saal sa lagne laga paneer vhole ki sabji bhi chawal-daal sa lagne laga aur tab jake naam ke aage janab reetire lagne laha Anshika dwivedi teesra ghanta #spark