Ab tum wapas mat aana mujhe phir se rango mai rang kar ... u hi berang karke mat jaana.. ek dhool sa rista tha hamare darmiya... un kache dhago ko tod kr mujhe phir se jodne mat aana.... aur ab tum wapas mat aana... ab tum wapas mat aana... #lost Gopi Mishra