++++++++++++(] Akshay: Unki bhi ek kahani hogi)++++++++++++++ ++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++ Aashma ko chat jamin ko bistar bna sone wale nanhe jano ki bhi ek rawani hogi Wo bachha apne aap me raja hoga to wo bachhi bhi ek rani hogi .. Unki bhi ek apni kahani hogi.. Wo din bhi aayega jab wo makhmali bistaro me soyegi . Uski jidd ko dekh uski chunautiya bhi royegi . bs us chhoti si chingari ko ek aag aisi banani hogi tham gaye us dariya me ek tufan aisi lani hogi chhu sake wo bulandiyo ko ek payadan aisi banani hogi bs der h unke jaag nahi ki unki bhi ek kahani hogi +++++++++++++++((((((Jab wo safal ho gaye tab kya kahte h logππΏππΏ )))))+++++++++++++++( +++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++ We Kho gaye the jin galiyo me wo galiya unse anjani thi .. dund rahe the manjil ki rahe jin galiyo me galiya sari virani thi unhi viran galiyo se andhiyari bhagani thi . Chhor gaye the jin itihas ke panno ko jinpe likhi safar ki kahani thi tarkash e majil ki kahahi suhani thi .. Unki bhii ek kahani thi .. ++++++(((Akshay: Unke hausale aur sapne ke hue bate ko yu bya kar sakte h )))))++++ Tere aaj ko yu jaya n hone de ek aag aisi lagani hogi.. .. har ek sangharsho ko amar banani hogi.. ek kal aisi lani hogi . jisme teri alag kahani hogi . Ye dekh uske hausle ne kuchh kaha .. Tu fikra mat kar mere sapne . Is nanhi si jaan ko kadam to badhane de . iske sine me aag lag to jane de . Iske pankho me ek bar udhan to aane de .. Iske aaj ko khud iski itihas batani hogi Iski bhi ek kahani hogi # unki bhi ek kahani thi