na jaane kyu chaah ke bi tujhe bhul nahi paati.... na jaane kyu hrr chiz me teri yaaden hai na jaane kyu mai tujhse itni munsalik hu ki hrr kisi me tu nazaar aata hai na jaane kyu sbki baaton me teri baaten yaad aati hai na jane kyu!!! kyu meri mohabbat sirf tujhse hi suru hoti hai or tujhpe hi aakr khatam hoti hai ......na jaane kyu..... na jaane kyu...... munsalik means attachment