maine usse pyar kiya tha.. yahi ek galti kardiya tha.. usse khelne ke liya bas ek dill chaahie tha.. aur maine , mera zindagi uske naam kardiya tha... itna andha ho chuka tha , uske pyar main... jo uske shatranj bhare chale ko apna pyar samajh baitha... usne ki bewafai... aur humne apna kismat samajh ke use maaf kar baitha... goomra