Mai mukt hoon iss duniya ki bandishon se mujhe nahi farak padta dharm aur hinsa ki saazishon se Mai sach ki raah jaanta hoon kyunki mai insaan hoon pehli saanson se kisi mazhab ya kisi jaat ka nahi mai ameer hoon apne vicharon se mai insaan banke aya hoon mai insaan hi rehka marunga mujhe nahi jeena saamaj ki khwaishon se Mai mukt hoon iss duniya ki bandishon se Humanity Prevails