jisne hme ye batya ki yaha hak hakdaro ko milta h jisne hme ye sikhaya ki tm sahi chayan karo to sab sahi h jinhone hme ye sikhaya ki sahi kam karo to duniya ko apnna hi parta h jisne aaj tan chora par jo hmesa dilo pe hukumat krta rahega jiski har ek bat achanak yad aa rahi h aur jise kho dene pe aaj har kisi ki ankhein num h wo zinda rahenge hmesa hmari dilo mei unki har bat yad rahegi yamraj ko bhi sochna para hoga ek bar ki kash ye waqt itni jaldi na aya hota in our hearts forever