Nojoto: Largest Storytelling Platform

Papa nhi puchte kavi betiyon ki marzi... Pasand ba

Papa nhi puchte kavi betiyon ki marzi...
Pasand batane pe betiyon k kai sari khamiyaan( kami) Nikal dete hain...
Ladka achcha nhi hai,kamata nhi hai,ghar nhi hai,well settled nhi kah kar uski baton ko taal dete hain..
Ek Masum nanhi si jaan ko pal pos kar Etna bara karte hain...
aur kahte hain Papa  k betiyaan hi to ghar ka man hoti Hain..
Etni choti si umar se janne wale pita jii kya wakai betiyon ki khushiyon se anjan hote hain...
Kar dete hain mosallat ek ajnabi ko usko...
 Pita k khushiyi ki khatir Ghut_ghut kar wo ander hi ander rah jati hai.
Maa pita aur ghar walon k taano ko wo sah jati hai...
Lagate hain jakhmon pe haldi.
phir mehndi aur phir nikah ho jata hai...
Vidai pe aarahi siskiyon ( ansu) ko koi kahan samjh pata hai...

©Shaheen Fatima #zaberdasti ki shaadi