pyaar ki aad mein vo nafrat chupai baitha tha raat ke andhare mein vo apni hawaniyaat dabai bathe the fir hawaniyat bahar aane lagi or insaaniyat ko dabane lagi mera aanchal khicha gaya mera aatma kharochi gayi tut gai mein andar se samaj toh dur ki baat thi mere apno ne na saath diya sharam se aankha abhi tak na juke thi un hawano ki bhen bhen kehte kehte hame hi sharmasar kar gai puri duniya ke samne hami ko badhal kar gai if any girl says no then it means no. no means no #rape