Apno ko ab apna kehne ka zamana nahi raha hai jise me apna samajkar roj gale lagata tha vo ab apna nahi raha hai aajkal ke zamane me dhoka dena aasan ho gaya hai rula to har koi sakta hai magar kisi ke chehre par muskan lana kitna mushkil ho gaya hai kisi ka dard sunna ab logo ko waqt ki barbati lagti hai jise pehle mere aansu uske dard ke barabar dikhte the aaj ussi ko mere aansu sirf sadharan si pani ki bund lagti hai bas yeh hi kehna chahunga ki hamari muskan kisi aur ki khusi pe nirbhar nahi honi chaiye kisi aur ki wajah se hamari aankhe num nahi honi chaiye aajkal kisi ko apna kehna bhi karze se kam nahi aaj to hum unki maujudgi se khush hai par kal unki maujudgi hamare rone ki wajah nahi banni chaiye kal unki maujudgi hamare rone ki wajah nahi banni chaiye ©Balram Mandavia #Dilkibattein