Ab tarife bhi kya karu unki bahut hi lajawab hai woh koi jawab hi nhi unka wafadari toh unhone khoob nibhayi hai par sirf 1 se nahi... woh toh aashiq har kisi ke ban baithe aur hum is khushfehmi mai the ki hum hi hai hamare siwa koi nhi unka #khushfehmi#