Nojoto: Largest Storytelling Platform

Tasawwuf Kiya Hai? Huzoor Taajushshariah Farmate

Tasawwuf Kiya Hai?

Huzoor Taajushshariah Farmate Hain,

Tasawwuf Itteba E Shariat Ka Naam Hai, Yani Huzoor ﷺ Ki Shariāt, Faraiz, Wajibat, Sunan O Mustahbat Un Sab Par Amal Karne Ka Naam Tasawwuf Hai Aur Us Mein Sab Se Badi Chiz Tazkiya E Nafs Hai, Aadmi Apne Nafs Ko Gande Khayalat Se, Gande Aqaaid Se Aur Gande Afkaar Se Paak O Saaf Rakhe.

▪️(Tajushshariah Ki Ilmi Majalis, Page: 119)

©Feroz Urf Aatif
  #auliya_allah