maa se badkar dekha na koi yu hai hjaaro par maa se bdkar koi nhi andhere me ujhalo ki roshni dikhati hai maa maa ka astitva ese na mil paya hume kyuki vo shakti hai humari unsa koi na samajh paya hume aaj tak galti krne ke baad bhi maaf krdeti hai vo maa hai us pavitra jaldhara ki tarah jo bheti hai ganaga ke saman hum sbke ghro mai unki baato ko kbhi thukrana mat kyuki unse jyada na koi samjh paya tumko maa bhle hi gussa karti hai par acche ke liye karti hai maa ke pyar ki sima khi tak na ruki vo to apram par hai ©Ajita Bansal maa se badkar dekha na koi😇😇 #MothersDay2021