Rishto ki kadar mushkil hai is kadar ki yaade ab na hoti na naseeb hai us kadar ka jo khushi de hmesha har khuaish me rook jana nhi hai un khushiyo ki chabi smjhna to pdega vrna khushi nhi milegi kbhi vo is kadar nayi rango ki bahar hai vo baaton me zasbaa hai is kadar nibhane ka par shayd milna mushkil hai khud se yu to ashiyaane ese hi na bnte bas pith piche chura ghop kr konsi khushi mil gayi badi badi baate sb kar lete hai nibha lete hai is kadar yu chlti hai is kadar yu raah ki kashmakash hai ab jo chalti hai is kadar nayi umango se ©Ajita Bansal rishto ki kadar #OneSeason