Aakhir qabr par meri, aa k karoge kya? Ek baat btao, tum bhi mere saath maroge kya? Zindagi hai toh maaf kar do, dil mein jo bhi gile shikwe hain, saaf kar do.