Ab wo yaad nahi rahi,Ab wo baat nahi rahi phle ke khayalo se sath nahi rahi,vo waqt purana tha par us waqt josh bachpano se dewana tha ,ab tere intizar ki hadd hogai ab wo pyaar bhurape ki lathi sa hogai,par na samjhi mein para hua hu ki us lathi ka mein sahara hu ya vo mera ,ya hum dono jeeti jagti maut hai jiska kahi koi kinara nahi,bas umeed is sahare ki