mai aaj bhi tera Intezar kar raha hoon Tune Wada kiya tha ki main wapas aaunga dekh Tune Mujhe Jis Jagah par Choda Tha Main wahi par hoon yahan se Kahin Nahi Gaya dekh ab jaldi Aaja ab aur Intezaar nahi hota raat ko bahut dar lagta hai aur udne ke liye Chadar nahi hai mere paas Sab Kehte Hain Ki Tu Wapas Mujhe Lene nahi aayega par Mujhe Yakeen Hai Tu Aayega ek din mujhe lene.. aayega na beta.... kab ye sab khatam hoga ....