Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ek din main nahi rahunga na, Tumse bewajah baatein

Ek din main nahi rahunga na,
Tumse bewajah baatein nahi karunga na,
Par phool uss din bhi khilenge,
Safar uss din bhi hoga,
Khana uss din bhi khaoge,
Par....
Phoolo main woh khushboo nahi rahegi,
Safar main woh apnapan nahi hoga,
Aur khana uss din khatam nahi kar paaoge,
Tab na ek halki si hassi aayegi,
Aur na 4 aasu aayenge,
Bass uss waqt samajh lena main jaha bhi hu khush hu....
Yeh halki si hassi aur uske baad wale 4 aasu ho aaye hai,
yeh meri jeevan bhar kee kamai hai,
Inki wajah se main amar hu.

©Introvert_e_mastikhor (Deepak Pathare) #Kamayi #Earnings