apne bankar dhoka kab tak dete jaoge ab bs bhi karo aur kitna niche gir jaoge are kab tak jhutha dikhava karte jaoge ab to sambhal jao hme girane bale barna ek din khud hi muh ke bhal gir jaoge tumhe kya lgta hme kuchh bhi samjh n ata are ankh se parda to hatao tabhi to kuchh dekh paoge hme esi zindagi dekar khud kha bach paoge hmara to jo hoga dekha jayega lekin tum jaroor ek din pachhtaoge apne bankar dhoka kab tak dete jaoge