Ma wo hoti hai jo apna nahi pahle apne baccho ka pet bharti hai O Janaab!kismat waale hote hai jinki maa hoti hai Hazaaron gamon ko sahkar, baccho ke saamne dil kholkar muskuraati hai Bina kuch bole hi ,apne baachon ke dil ka poora haal samajh jati hai Mujko mujhse jyada meri ma samajh jati hai... ...Nuzhat... #mothers day