Bas ab baat nahi karni....... Na uski nadaniya Na uski preshaniya Uska ldhna, jhagadhna bin baat bigdhna uski narazgi or narazgi m bhi uska pyar karna bas abb uski yaadein or sambhal ke nahi rakhni Bas ab Hume uski baat nahi karni.... bas abb baat nahi karni