Chale gye wo jinko tha jana.. Kab tak chale ga tera yu aasu bahana.. Tere aasu se unko farak padta to terko chodd k na jaate.. Sache dil se jarur dosti ka haath bdaate.. Dukhi wo tujse pehle hi the chaate the picha chudana Par kya kare dimaag chota tha na nahi suuj raha tha koi bahana Chote se dimaag mai bhot bda idea aaya Apni galti ka inzaam chaalaki se tujpar lagaya Tumko dhoka dekar unko to tumse chutkara mil gya Par tumare zehn mai ek swaal ka beej fuul bankar khil gya World cup mai India ki haar ne itna pareshaan nahi kiya jitna is sawaal ne kiya.. Or pta hai swaal kya tha akhir tune aisa kya kiya ...? Par wo kehta na Wo zindigi zindigi nahi jis zindigi mai na ho gadbadd.. Chl bs bhot hua ab aage badd... bs bhot hua ab aage bdd