Nojoto: Largest Storytelling Platform

Parathe wali gali to kachori wali gali 4th post Sa

Parathe wali gali to kachori wali gali
4th post Saumya phir apne doston ke sath घुमता फिरता है, अपना weekend enjoy karta hai aur agle din sunday ko subah 7 baje ghar aata hai aur apne kamre me jaake so jata hai.

(Saumya ke papa) Brijesh : kahan hai tumhara nawabjaada, kuch khabar hai uski?

(Saumya ki maa) Sudha : pata nhi kahan hoga mera beta, raat bhar ghar nhi aaya, 

Brijesh : Arre, Sandhya ki maa, usko to tumhare laad pyaar ne bigad rakha hai

2novicity2296

2novicity

New Creator