Pagal Shayari part 3 1. humko tanhaiyon mein rahana achcha lagta hai basti mein kya Rakha hai uska jab uski Hasti ko he khuda ne sabse nichae Rakha hai. 2. Aaj Tum aukat ki baat Karti Ho Mera sab kuch , tumne hi to Apne isharon per Luta Rakha hai. 3. hum vo nahin Jo Teri yad mein sari umra royenge hum vah Hain Jo tumse bhi kaabil Khoj kar uska sundar sa aashiyana theek tumhare Makan ke samne chinva denge 4. armaanon ki sandook pr tala Laga Rakha hai humne Jaan poochh kar tumhen itna khafa Rakha hai hum layak nahin tumharare aur tumne usi nalayak pr bewajah apna pyar Luta Rakha hai. ©Ik c Kalonia #Pagalshayari by Ik c Kalonia