Tere aage toh chup rehgaya mei Khayalo me kya kuch keh gaya mei Mohabbat ka izhaar toh kar na saka Khair Izhaar e nafrat se toh bachgaya mei #yqbaba #yqbhaijan #shayari #chup