sannate me cheekhen sunai deti wo baat alag hai ki hum bheed me gum hokar unko sun nahi pate hai hum tanhai me aise khoye hue hote ki aksar saanato ki sisiya nasamzi ke dhaago me buun nahi pate hai saanate aksar us ret ki khamoshi jaise hote hai jiska koi aks nahi hai lakin toofan aane par hum bekhabar besudh hokar unko apni raah ko dunn nahi pate hai ©writer ,mrs. Mona Chandel #sannate