Nojoto: Largest Storytelling Platform

Neendya aaye na aye Kaun use jaake dhoondh ke laay

Neendya aaye na aye
Kaun use jaake dhoondh ke laaye

Jo sukoon Maa ke anchal me hai
Use bhala kaun bhula paaye

Paaye do char pal jab bhi
Baatein kuch ankahi mann dohraaye

Na jaane kaisa fasana hai
Ham kehte likhte jaaye
Yeh aur badta jaaye

Bas yahi ek Alfaazoh ka aangan hai
Jo har pal sada pyaar hi barsaaye

#AlfaazeAzam Neendya aaye na aye
Kaun use jaake dhoondh ke laaye

Jo sukoon Maa ke anchal me hai
Use bhala kaun bhula paaye

Paaye do char pal jab bhi
Baatein kuch ankahi mann dohraaye
Neendya aaye na aye
Kaun use jaake dhoondh ke laaye

Jo sukoon Maa ke anchal me hai
Use bhala kaun bhula paaye

Paaye do char pal jab bhi
Baatein kuch ankahi mann dohraaye

Na jaane kaisa fasana hai
Ham kehte likhte jaaye
Yeh aur badta jaaye

Bas yahi ek Alfaazoh ka aangan hai
Jo har pal sada pyaar hi barsaaye

#AlfaazeAzam Neendya aaye na aye
Kaun use jaake dhoondh ke laaye

Jo sukoon Maa ke anchal me hai
Use bhala kaun bhula paaye

Paaye do char pal jab bhi
Baatein kuch ankahi mann dohraaye