yaar banke yaar ko dhoka diya aey dost tu khud ki nazar me hi gir gaya aey dost ye tu apne aap ko tassalii de raha hai haqiqat ye hai ki tu badal gaya aey dost tu abhi ussey nahi mila esa lagta haii wo jo tarun tha, wo mar gaya aey dost suna hai tu apne pass bhi nahi rehta ye tu kisey chorkar ke gaya aey dost ab mujhe mandir roj jana padhta haii insaan se to bharosa uth gaya aey dost insaan se to bharosa uth gaya aey dost