Sang-o-khist ki makaan ko wo maskan kehti h.... Use kab tak kahe sang-o-khist se bani deewar bas makaan hoti h.... Uss makaan ko bashar krne wali maskan banati h.... Wo mojza ko ja baithi h Asad shayad khudgarz uske mukhalif m baith-ta h.... Ab wo bina rooh ke murde ko insaan samajhti use kab tak bataye ki rooh bina koi insaan nhi hote h.... Usse kab tak chupaye uske bina to Asad v but hota h... Wo hi to Asad ki rooh hoti h.... Bagair uske Kitne aab tapkaye Asad.... wo ho to ahle-jahan m sham hoti h... Agar wo aastaan m baithe to Asad ki to wisaal-e-marg v aasan hoti h.... Wo na ho to mahtab v barak si hoti h.... Aur wo sang-o-khist ke makaan ko maskan kehti h....!!!! Agar wo aastaan m baithe to Asad ki to wisaal-e-marg v aasan hoti h.... Wo na ho to mahtab v barak si hoti h....