Nojoto: Largest Storytelling Platform

jab dil tuta hai khayalo ki duniya mein goom hote

jab dil tuta hai
khayalo ki duniya mein goom hote hote
hakikat ki duniya mein toot ke gir jata hai
phir log khete hai kya hua itne udaas kaise ho
jiska dil toota wo hi janta hai kya hua
bekhabar hone ki wajah kya btao
isq na manjoor ho chuka hai
jitna joda tha toote taare
 nazar aate hai hmme
phir shor bajta hai
sannaate ki dhun mein
leke khade hai dil apna
unke hmare bich mein
gin gin rakhe tukde 
bda sambhala pyar
na wo ayi doobara
jb dil hi toota tab kya yara #alone kya hai duniya##kon sa manzar##aisa hai khaab#@phir kya karoo dil ka na jawaab#

gauravgupta4210

Gaurav Gupta

Super Creator