Tota 🐦 Ye ullu tu kyun itna mayoos rahta hain Kyu insaan se dur rehtaa hain Kyu tu manhoos kehlata hain Dek mujhe kitna pyar karta hain insaan Kyu tu itna akele rehta hain Ullu 🦉 Ye tote hun mi manhoos Han hun mi mayoos Han hun mi akela Kyu ki Maine dekha hain karbala ka nazara Mine dekhe mere Hussain ki shahadat ko Mine dekh liya us dard naak manjar Maine dekh liya yezid ki zulm Thod liya sare wajood insaan se Cha gaya andera mujhe Reh gayi tanhayi mujme Hun mi manhoos isliye! 💔 ©Rasul khan Owl pain #Owl #karbala